Ek Purana Mausam LautaEk purana mausam lautEk purana mausam lauta, yaad bhari purvaee bhiAisa to kam hi hota hai, vo bhi ho tanhaee bhiYaadon kee bauchharon se, jab palke bhigane lagati haiKitni saundhi lagti hain tab, mazee kee rusvaii bhiDo do shaklen dikhti hain, is bahake se aaeene meinMere sath chala aaya hai, aapaka ek saudii bhiKhamoshi ka hasil bhi, ik lambi si khamoshi haiUnkee baat suni bhi hamne, apni baat sunaee bhiTranslationPurvaee: easterly breezMaazi - past, yorRusvaii - disgrace, humiliatioSaudaii - crazy, one who loves deeply, insane, in a frenz
Apni Nazroon Se JoApni nazroon se jApni nazroon se jo gir jaye woh chehra na banaMujh ko lamhe-a-fursat ka khilona na banaSaink'roon rastey hain ajnabi ho janey keTark karna hai tou talook ka bahana na banaJhoot ehsaas ki qandeel ko boojha deta haiMuhjey insaan samja khud ko farishta na banaApni yaadein tu mere dil main basi rehne deyIs mehaktey huay gulzaar ko sehra na banaMein tu pehle hi zakhum liye phirta hoonMuhjey aab shehar dard-e-tamasha na banaThak gaeen hain mere ehsaas ki aakhainNqash-e-deewar per aab koi afsana na bana
Jan-E-Sukun Aa Bhi Jan-e-sukun aa bhiJan-e-sukun aa bhi ja tera hi intazar haiAankhon se ashk hai ravan jan bhi beqarar haiHone ko fasl-e-gul bhi hai davat-e-aish hai magarApni bahar ka mujhe aj bhi intazar haiSare sahare ishq ke toot chuke hain hijr meinEk tumhari yaad bas dard ke gam-gusar haiAhad-e-vafa ka aap ke lutf-o-karam ka aap keAur kisi ko ho na ho mujh ko aitabar haiLut gai gham ke aabaru lut chuki dil ke aarzooYahya nigah-e-lutf ka phir bhi ummidvar haiYahya jasdanwall
Dil Hii To HaiDil hii to haDil hii to hai, na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyuunRoyenge ham hazaar baar, koii hamen sataaye kyuunDair nahiin, haram nahiin, aastaan nahiinBaithe hain rahguzar pe ham, ghair hamen uthaaye kyuunQaid-e-hayaat-o-band-e-gham asl men donon ek hainMaut se pahale aadmii gham se najaat paaye kyuunJab voh jamaal-e-dil-faroz, surat-e-meher-neemrozAap hii ho nazara-soz, parde men munh chhupaaye kyuunDashna ghamza jaansitaan, naavak-e-naaz be-panaahTeraa hii aks-e-rukh sahil saamne tere aaye kyuunGhaalib-e-khastaa ke baghair kaun se kaam band hainRoiye zaar zaar kyuun? kiijiye haay, haay kyuunTranslationDair = templ
Ham Ki Thahre AjnabiiHam ki thahre ajnabiHam ki thahre ajnabii itnii mulaqaaton ke baadPhir banenge aashnaa kitnii mudaaraaton ke baadKab nazar men aayegi be-daagh sabze kii bahaarKhuun ke dhabbe dhulenge kitnii barsaaton ke baadThe bohat be-dard lamhe khatm-e-dard-e-ishq keThiin bohat be-meher subahen meherbaan raaton ke baadDil to chaaha par shikast-e-dil ne mohlat hii na diiKuchh gile shikwe bhii kar lete munaajaaton ke baadUnse jo kahne gaye the faiz, jaan sadqe kiyeAnkahii hii rah gayii voh baat, sab baatoon ke baadTranslationAashnaa = acquainted, friendl
Zamane Walon Se ChupZamane walon se chuZamane walon se chup ke rone ke din nahin hainUsey kehna yeh udaas hone ke din nahin hainMain jaan sakti hoon vasl mein asal bhaid kya haiMagar haqeeqat shanaas hone ke din nahin hainHamara khud se makaalma bhi naya naya haiKisi badamn ka libaas hone ke din nahin hainAbhi to aankhon mein aansuyon ki nami hai baqiZameen-e-dil par pyaas bone ke din nahin hainTranslationMakaalma = conversatio